singer:CHITRA
music:Nikhil Vinay
cast:Himanshu,Priyanshu Chatterji,Rakesh Bapat,Sandali Sinha
director:Anubhav Sinha
tum bin kya hai jeena
kya hai jeena
tum bin kya hai jeena
tum bin jiya jaye kaise
kaise jiya jaye tum bin
sadiyon se lambi hai ratein
sadiyon se lambe huye din
aa jao lautkar tum
ye dil keh raha hai
aa jao lautkar tum
ye dil keh raha hai
phir shamein tanhai jagi
phir yaad tum aa rahe ho
phir jaa niklne lagi hai
phir mujhko tadpa rahe ho
phir mujhko tadpa rahe ho
is dil mein yadon ke mele hai
tum bin bahot hum akele hai
aa jao lautkar tum
ye dil keh raha hai
aa jao lautkar tum
ye dil keh raha hai
kya kya na socha tha maine
kya kya na sapne sajaye
kya kya na chaha tha dilne
kya kya na arma jagaye
kya kya na arma jagaye
is dil se tufaa gujarte hai
tum bin tho jeete na marte hai
aa jao lautkar tum
ye dil keh raha hai
aa jao lautkar tum
ye dil keh raha hai
tum bin jiya jaye kaise
kaise jiya jaye tum bin
sadiyon se lambi hai ratein
sadiyon se lambe huye din
aa jao lautkar tum
ye dil keh raha hai
SQL Queries Collection
Software Testing-QTP Scripts,Testing Faqs


No comments:
Post a Comment