Ooo...
dil deke darde mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
maine oo maine ki maine pyaar kiya
pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
oo
dil deke darde mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
oo
pehle pahal jab use maine dekha
vo ban gayi meri kismat ki rekha
khabar kya thi ye baat itni badhegi
mohaabat mein mehnath bhi karni padegi
dilwaale mehnath se darte nahin hai
darte hain vo pyaar karthe nahin hai
maine oo maine ki maine pyaar kiya
pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
oo
duniya ki daulat thukra chuka hoon
zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
ye chhaaon meri hai meri rahegi
jo main kahoonga vo duniya kahegi
ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
mushkil hain mere iraade badalna
maine oo maine ki maine pyaar kiya
pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
oo
main teri dil tera ye jaan teri
teri mohabbat hai pehchaan meri
main aaj kehti hoon ye sabke aage
ek din main keh doongi ye rab ke aage
tujhko hi bigdee banana padega
bichhde hue dil milana padega
maine oo maine ki maine pyaar kiya
pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
oo
dil deke darde mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiyaa


No comments:
Post a Comment