Jo pehle hua naa
ab hone laga hai
dil humko jaga kar
kyun sone laga hai
yeh ishq hai
yaa kuch aur hai
ya bas khaali khaali
shorr hai
yeh ishq hai
yaa kuch aur hai
ya bas khaali khaali
shorr hai
oo..
isko main kya kahun
tu hi bataa
tu hi bataa
iss pyaar ko kya naam doon
iss pyaar ko kya naam doon
iss pyaar ko kya naam doon
iss pyaar ko kya naam doon
tujhko dekh kar
tujhko dekh kar
aankhen muskuraane lagti hain
tujhko milkar dhadkane
gungunaane lagti hai
aisaa hota hai kyun
mujhko khabar nahi
pehle kabhi hua
aisa asarr nahin
jo mere dil ke paas hai
naye jaadu naye ehsaas hai
jo mere dil ke paas hai
naye jaadu naye ehsaas hai
oo..
aise mein kya karun
kya karun
tu hi bataa
iss pyaar ko kya naam doon
iss pyaar ko kya naam doon
iss pyaar ko kya naam doon
iss pyaar ko kya naam doon


No comments:
Post a Comment