yunhi aate jaate
yaadein sehlaake jaati hain
raaton ko sirhaane
baasi muskaane
mujhko sulaake jaati hai
milna nahin hai mumkin
itna batao lekin
hum phir mile kyun hain
tujhko bhulaana paaun
tujhko bhulaana paaun
yeh silsile kyun hain
sab kuch wahi hai
par kuch kami hai
teri aahatein nahin hai
sab kuch wahi hai
par kuch kami hai
teri aahatein nahin hai
nahin hai
maine nahin jaana
tune nahin jaana
jaane anjaane jo huaa
kuch toh hua jo
mujhko hua na
tujhko magar kyun huaa
galti nahin hai teri
galti nahin hai meri
phir bhi gile kyun hain
tujhko bhulaana paaun
tujhko bhulaana paaun
yeh silsile kyun hain
sab kuch wahi hai wahi hai
par kuch kami hai kami hai
teri aahatein nahin hai
sab kuch wahi hai
par kuch kami hai
teri aahatein nahin hai
nahin haii nahin haii
teri aahatein nahin hai
aahatein nahin hai
teri aahatein nahin hai
teri aahatein nahin hai
aahatein nahin hai
teri aahatein nahin hai
kyun kyun nahin haii


0 comments:
Post a Comment